Sunday, October 1, 2023

PMMSY yojna naya talab nirman

Pradhanmantri matsya sampda yojana ke antargat yah yojana chalai ja rahi hai is yojana ka labh jyada se jyada kisan utha sake aur apna ji ko pachan kar sake isliye is yojana per jod Diya ja raha hai


          Yah yojana niji jameen per ya lease per liye Gaye jameen per talab nirman Karke is yojana ka labh liya ja sakta hai is yojana ko pradhanmantri mat sampda yojana ke antargat rakha gaya hai
     Jin kisan logon ko apni jameen per ya lease per li Gai jameen per talab nirman karna hai vah pradhanmantri mat sampda yojana ke antargat apna aavedan kar sakte hain yah aavedan online Kiya ja raha hai
   Ismein ek hectare ke liye 7lakh ka unit cast ka  anudan milega ismein mahilaon ke liye aur anusuchit jaati janjati ke liye 60% ka hai aur samanya aur pichhadi jaati ke liye 40% ka anudan hai.
       Aavedan ke liye mukhya Roop se jo kagjat ki avashyakta hoti hai vah is prakar hai
Bhumi swamitva praman Patra jisko ,Ek estimate Dena padega.
Justification Dena padega ki aap kyon talab banvana chahte hain aur aap usme  kon kon si machhali Palna hai chahte hain aur is se Kitna employment generate Hoga kitne logon ko rojgar milega kitne log ko labh hoga kam se kam 1.5 meter Pani ki vyavastha Rahe
Bahut acchi scheme hai iske liye Jin kisan bhaiyon ko naya talab banvana hai vah jila Matsya karyalay mein sampark kar documents ke sath apna aavedan kar sakte hain .

मत्स्य पालन क्यों करना चाहिए

1 गांव की अर्थव्यवस्था में सुधार के लिए।

2 अनुपयोगी पड़े जलीय संसाधनों जैसे तालाबों, झीलों, के समुचित उपयोग के लिए।
3 गांव में नए रोजगार के लिए।
4 उच्च कोटि के प्रोटीन युक्त पोषक आहार के लिए।
5 कम लागत में अधिक आय के व्यवस्था के लिए।
         उपर्युक्त उदेस्यो के पूर्ती की दिशा में गांव के तालाबों में आधुनिक वैज्ञानिक विधियों से व्यवसायिक जाति की मछली की अधिक पैदावार के लिए सरकार द्वारा मत्स्य पालन को बढावा दिया जा रहा है।

मछलियों की चोरी रोकने के उपाय:

मछलियों की चोरी और जहर से इस प्रकार करे बचाव:

 1 चोरी रोकने के लिए तालाब के किनारे पर बांस या पेड़ों की डालियां डाल देना चाहिए।
 2 तालाब के किनारे पर कटीले तार लगा देना चाहिए।
 3 तालाब के सतह में कार्बनिक पदार्थ के सड़ने से प्राकृतिक विष तैयार हो जाता है जिससे मछलिया मरने लगती हैं          इससे बचने के लिए तालाब की मिट्टी की सतह को पलटना चाहिए और ताजा पानी भरना चाहिए ।
4 तालाब में प्रति hectare की दर से लाल दवा( potassium permagnte) डालना चाहिए।
5 अगर किसी ने तालाब में जहर डाल दिया है तो तालाब में तुरंत केले के तने काट कर डालना चाहिए तथा तालाब का      पानी बदल देना चाहिए। https://youtube.com/shorts/xE3Fxy7kJXw?feature=share

Wednesday, January 11, 2023

kcc (kisan credit card yojna)

Ab machli palan karne walo ya isse Jude logo ko bhi krishi ki tarah he k.c.c ka labh de rhi h sarkar .

     Isme ab machli palan krne walo ko jo garib log h jo machli palan karna chahte par paiso ke Kami ke wajah se kr nhi pa rhe h sarkar unko liye kisan credit card uplabdh kra rhi h.
   Isme yearly 4% ke dar se bayaj dena padega jime 160000 rs ke liye koi byaj nhi dena padega or na he iske liye koi jameen ya talab ko bandhak karana padega.
  K.c.c banwane ke liye kisano ko kisi nazdeki machli vibhag karayaly Jana padega or wha ke adhikaryo se sampark kar ke form bharna padega or apna ek I'd or bank account no and details Dene padegi phir machli vibhag apki jankari or form ko banko ko prasit kar de jayegi ko 
Phir Bank Wale apki jameen ya talab ka nirikshcad kr apko kcc card uplabdh karayege.

सुबह-सुबह पीएं ये 3 गर्म ड्रिंक्स, वजन हो जाएगा कम

एप्पल विनेगर, ग्रीन टी और नींबू चाय      नींबू चाय का विटामिन C से भरपूर होती है सर्दियों में सेहत को बनाए रखने के लिए बेहद फायदेमंद है. इसक...