Pradhanmantri matsya sampda yojana ke antargat yah yojana chalai ja rahi hai is yojana ka labh jyada se jyada kisan utha sake aur apna ji ko pachan kar sake isliye is yojana per jod Diya ja raha hai
Yah yojana niji jameen per ya lease per liye Gaye jameen per talab nirman Karke is yojana ka labh liya ja sakta hai is yojana ko pradhanmantri mat sampda yojana ke antargat rakha gaya hai
Jin kisan logon ko apni jameen per ya lease per li Gai jameen per talab nirman karna hai vah pradhanmantri mat sampda yojana ke antargat apna aavedan kar sakte hain yah aavedan online Kiya ja raha hai
Ismein ek hectare ke liye 7lakh ka unit cast ka anudan milega ismein mahilaon ke liye aur anusuchit jaati janjati ke liye 60% ka hai aur samanya aur pichhadi jaati ke liye 40% ka anudan hai.
Aavedan ke liye mukhya Roop se jo kagjat ki avashyakta hoti hai vah is prakar hai
Bhumi swamitva praman Patra jisko ,Ek estimate Dena padega.
Justification Dena padega ki aap kyon talab banvana chahte hain aur aap usme kon kon si machhali Palna hai chahte hain aur is se Kitna employment generate Hoga kitne logon ko rojgar milega kitne log ko labh hoga kam se kam 1.5 meter Pani ki vyavastha Rahe
Bahut acchi scheme hai iske liye Jin kisan bhaiyon ko naya talab banvana hai vah jila Matsya karyalay mein sampark kar documents ke sath apna aavedan kar sakte hain .